Friday, 14 December 2012

Apnaaaaaa !!!!

Apnaaaaaa !!!!


anjaan nagri me u hi ek shaks ka milna,
chand palo me hi uska apna ban jana.

Kya ajib reewaj hai duniya ke,
apne bann paraye aa jaate hai karib dil ke.

kuch u hi mere saath hua,
ek udaas shaam me ek paraya mera apna hua.

kuch hi palo ki baato ne ek bandhan baandh diya,
kayi janmo se jaante ho, kuch aisa sama bana diya.


Ek pyara sa rishta mene paaya hai,
Ehsaas sang preet ka sharmaya hai.

waada hai.. is rishte ko sambhal ke rakhna hai,
dua hai.. is apne ko dil k or karib lana hai.

Thursday, 13 December 2012

नशा कुछ ऐसा !!!!!

नशा कुछ ऐसा !!!!!


आँखों में मेरे एक अजब नशा सा हैं,
इस हँसी  में छुपा अपना बनाने का मज़ा सा है !
ये आँखे काफी हैं नशे में डुबाने के लिए,
ये मुस्कान काफी हैं अपना बनाने के लिए !!
मेरे दिल में जगह है उसी एक के लिए;
जो रहता हैं बन-के धड़कन हर पल के लिए !!


 © कवि पुनीत जैन 'चीनू '

Monday, 10 December 2012

Sapne.... Ek Sukhad Anubhuti !!!!

Sapne.... Ek Sukhad Anubhuti !!!!




Sapne... Jo dekhe the maine,
Sapne... Jo tode the maine.

Aaj un sapno ko pura karne ka mauka aaya hai,
Aaj un sapno ko jodne ka fir se mauka aaya hai.

Sapno k bina jindgi adhuri hai,
Pura hona ya toot-na.. kismat ki majboori hai.

Chun-na hai kisi ek ko, Dena hai jeevan ko naya aayaam,
Koshish meri rang laayi, diya nahi apni gati ko viraam.

Aaj suraj ne kuch aisi roshni bikheri hai,
Kehat Kavi Chinu.. Sapno Se jindgi sunheri hai.

© Kavi Puneet Jain